Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics / Video of Song : Aaj Mai Ho Gayi Jawaan
boom boom, boom boom
boom boom, boom boom
boom boom, boom boom
boom boom, boom boom
ye din hai diwana
are lo badlaa zamana
ye din hai diwana
are lo badlaa zamana
ha gaya jo tha purana
purana purana
purana purana..
naya ye saal hai
nayi ye chal hai
udleyi zuzuzuzu
udleyi oo, udleyi oo
naya ye saal hai
nayi ye chaal hai
woh aaya, woh chaya
khushi se dil ye gaya
kyunki aaj tu ho gayi jawan
aaj tu ho gayi jawan
aaj tu ho gayi jawan
aaj tu ho gayi jawan
zindagi ik jaam hai
uska ye paigam hai
khulke usko pee na lo
to jeewan na tamam hai
ye jo rangeen shaam hai
wo to tere naam hai
ha tere naam hai
ye pal hi agaz hai
aur yehi anjam hai
th peele ha peele
seena taan ke jeele
kyuki aaj tu ho gayi jawan
aaj tu ho gayi jawan
aaj tu ho gayi jawan
aaj tu ho gayi jawan
aaj tu ho gayi jawan
aj tu ho gayi jawan
aaj tu ho gayi jawan
ha jeevan ik nasha hai
ik khumar hai
jise mujhe pyar hai
sau sau bar hai
jab tak mujh me hai hosh
jab tak dil me hai josh
jab tak tu hai madhosh
mai jeelu ha jeelu
aur aaj khulke peelu
kyunke
aaj mai ho gayi jawan
aaj mai ho gayi jawan
aaj mai ho gayi jawan
aaj mai ho gayi jawan
aaj mai ho gayi jawan
stupid boy
jeeyo peeyo
jeeyo peeyo jeeyo
aane wala pal jane wala hai
ye shyam mastani
ye jawani dewani
ina mina dika
tere mere milan ki raina
bheegi bheegi raato me
roop tera mastana
chal chala chal mai to chala
ik aise gagan ke tale
dekha na haye re
socha na haye re
aur jane kaise kab kaha
mai ho gaya jawan
mai ho gaya jawan
jawan jawan, jawan jawan
kaat re kaleja mera
jawan jawan re jawan jawan
jawan jawan..
aaj mai ho gaya jawan
mai bhi to ho gayi jawan
aaj mai ho gayi jawan
jawan jawan jawan jawan..
aaj sab ho gaye jawan
Lyrics Typed by : Pinky thakur